Install High CPC Cookies In Chrome & Firefox Browser

How to Install high CPC Cookies In Chrome And Firefox Browser

Dosto Agar Aap Bhi AdSense Per Low CPC Se Pareshan Ho Chuke Hai To Aaj Hum Aapko Ek Aisi Trick Batane Wale Hai JisKi Help Se Aap High CPC Paa Sakte Hai. Doston Main Aur Aap Hum Sabhi Adsence Par Kamai Karne Ke Liye Apne Blog Par Kafi Mehnat Karte Hai Lekin Jab Aapke Ek Click Per 0.01$ Se Lekar 0.010$ Cpc Milti Hai To Hamara Dil Toot Jata Hai.

Aur Itni Mehnat Ke Bad Bhi Aapki Income Mahine Mein Mushkil Se 10$ Dollar Hi Ho Paati Hai. Yahi Reason Hai Ki Hame High Cpc Cookies Ko Apne Google Chrome/Firefox Browser Me Install Karna Chahiye. Thats Why Aaj Hum How To Install High CPC Cookies In Chrome And FireFox Browser Ke Baare Me Hindi Me Btaane Jaa Rahe Hai.

install high cpc cookies in Firefox Chrome
Installing High CPC Cookies

What is Cookies in Hindi

Doston Cookies Ek Data Ka Chhota Sa Tukda/Part Hai Joki User Dwara Web Browsing Karne Par User Ke Computer Par Uske Web Browser Me Store Kiya Jata Hai. Jise Adsense Ke Dawara Track Bhi Kiya Jaata Hai.

Hamare Paas High Cpc Cookies Ko Chrome Ya Firefox Me Install Karne Ke Liye Bahut Se Reasons Hai, Jisme Se Pehla Reason Hamari AdSense Earning Ko Increase Karna Hai Aur Dusra Reason Adsense Ads Click Exchange Program Yaani C4C Ko Join Karna Hai.

यह भी पढ़े: Paisa Kamane Wala App 2019 {100% Working}

What is C4C in AdSense

Agar Aap High CPC Cookies Ko Apne Browser Me Install Karte Hai To Aap Dekh Sakte Hai Ki Aapko Aapke Blog Par Kuch Aise Ads Dikhai Denge Jo Click Karne Ke Baad Kafi Jyada CPC Dete Hai. Me Aapko Bata Du Aise Ulte Sidhe Kaam Jyadatar Naye Bloggers Karte Hai Jo Jyada Mehnat Karne Ke Bad Bhi Kam Earning Kar Paate Hai. Facebook Par To C4C Ke Liye Aise groups Bhi Available Hai Jahan Aap Ko AdSense Click Exchange Karne Ke Offer Milte Rehte Hai.

यह भी पढ़े: नेक्समनी क्या हैं – NexMoney से पैसे कैसे कमाए

Is click for click se for AdSense

Doston Jab Aap Ads Click Exchange Program Yaani ki Click For Click Ko Join Karte Hai To Aap Agar Wahan Dusre Dusre Locations Se Click Exchange Karte Hai Aur Har Baar Random Persons Ko Use Karte Hai To Google Aapko Unusual Or Invalid Traffic Ki Tarah Nahi Dekhta Kyunki Aapke Blog Ke Har Click Par Aapke Location Aur Device Change Hota Rehta Hai Aur Ek Sahi Time Interval Par Hota Hai To Click For Click Aap Ke Liye Safe Hai

Lekin Dhyan Rahe Ek Hi User Se Aap Bahut Sare Click Exchange Na Kare Kuch Samay Beet Jane Ke Baad Aap Us Person Se Dobara Aapke Blog Ke Ad Par Click Kara Sakte Hai, Aur C4C/Click For Click Karte Samay Aap CTR Ko 3% Se Jyada Na Hone De Ya 3% Hone Per Aap Click Exchange Karna Band Kar De.

यह भी पढ़े: We Media Shareit Se Paise Kaise Kamaye

How to install PC cookies in Chrome

Dosto Aapko Ye Jaan Kar Bahut Dukh Hoga Ki Aap Google Chrome Me High CPC Cookies Ko Install Nahi Kar Sakte, Dosto Agar Aap Chrome Browser Ka Istemal Karte Hai Aur High CPC Cookies Ko Install Karna Chahte Hai To Ye Possible Nahi Hai Kyunki Chrome Google Ki Hi Service Hai Aur Google Chrome Browser High CPC Cookies Serve Karne Ke Liye Authorised Nahi Hai.

Doston Google Chrome Ke Liye Tu Ye Impossible Hai Lekin Aap Mozilla Firefox Browser Me High Cpc Cookies Ko Install Kar Sakte Hai.

How to install high CPC cookies for firefox

Mozilla Firefox Browser Me High CPC Cookies Install Karne Ke Liye Aapko Firefox Browser Aur High CPC Cookies Ko Download Karna Hoga Jiska Link Niche Diya Gaya Hai, Attention: Aap Niche Diye Gaye Browser Ko hi Download Kare.

    • Step 1. Turning Off Automatic Update
      1. Mozilla Firefox Browser Open Kare
      1. Firefox Browser Ki Setting Me Jaaye Or Automatic Update Ko Off Kar De.
    • Step 2. Installing Cookies Import/Export Extension
      1. Firefox Browser Ke Top Right Side Me 3 Lines Par Click Kare.
      1. Ab Yha Add-Ons Par Click Kare.
      1. Yaha Aap Extension Panel Me Se COOKIES Import/ Export Ko search Kare.
      1. Cookies Import/ Export Extension Ko Install Kare.
      1. Extension Install Hone Ke Baad Browser Ko Restart Kare.
    • Step 3. Installing Cookies
      1. Sabse Pahle Firefox Browser Ke Sabse Top Par Right Click Kare Aur Vha Menu Bar Ko Select Kare.
      1. Ab Aapke Saamne Firefox Ka Menu Bar Open Ho Jaayega, Yha Tools Par Click Kare.
      1. Tools Me Se Aap Import Cookies Ko Select Kare. Aur Jo Cookies Aapne Download Ki Thi Use Select Kare.
      1. Aapko Cookies Ko Select Karne Se Pehle Use UnRar Karna Hoga.
      1. Cookies Ko Select Karne Ke Baad Apke Browser Me Cookies Successfully Install Ho Gayi Hai.

अंतिम शब्द

Dosto Ye Thi Hamari Aaj Ki Post Jahan Aaj Humne High Cpc Cookies Ko Chrome Aur Firefox Browser Me Kaise Install Kare Ke Bare Me Sikha. I Hope Aapko Hamara Aaj Ka Ye Article Accha Laga Hoga, Accha Laga To Apne Dosto Ke Sath Jarur Share Kare Aur Hame Comment Karke Jarur Bataye Ki Aapko Ye Information Kaisi Lagi.

Note: Hum Yha C4C/Click For Click Ko Badhava Nahi Dete Agar Aap C4C Ka Istemal Karte Hai To Ye Aapke Liye Ek High Cpc Pane Ki Ek Simple Si Trick Thi Iska Istemal Thik Se Na Kare Jane Par Aapka AdSense Disabled Ho Sakta Hai

My Last AdSense Account Is Also Disabled By Using This Trick, So Be Careful While Using This Trick And Try It On Your Risk